Sabsa Chupkar Kisi ka Dekhna Acha Laga
Unka Baat karta-karta Balo ma hath Pherna acha laga
Yu to khafa tha hum unsa par na jana kyo
Unka Jhuth Bhi Sacha Laga...
Woh aay kuch is trah mera karib
Ki dilo Jajbat machal gay
Or Unka Kuch Sochkar Bolna Acha Laga...
Yu to baya karna chata tha hum bhi jajbat kai
par na kaha saka kyonki Unka Baat karta-karta Balo ma hath Pherna acha laga..
Jana kya daar tha ekrara mohabbat ka unsa
Jana kya Bha gaya humko unma
jana kyo sochta raha ghanto unko
Jana Kya kar gaya Dekhna unka...
Ki sabsa chupkar unka dekhna acha
Baat karta-karta Balo ma hath Pherna
acha laga..
Nice one..
ReplyDelete:)
Thanku
DeleteReally very nice lines.
ReplyDeletemind blowing.. ek dum jhakass in romantic scene
ReplyDeleteThanks Arun
DeleteBeautiful lines!!
ReplyDeletePlease keep posting I really enjoy your "shayari"
Love❣️
Nice line
ReplyDelete