Teri Aankho ka kajal
Kiya Jisna Kayal
Cheni ha neend aankho sa
Churay khwab raat sa
Teri aankho ka kajal....
Kabhi rehta tha hum bhi kush
kiya Karta tha bas man ki
jiya karta tha yaaro sang
Piya karta tha Kuch Visky
lakin teri aankho ka kajal....
Kiya aanjan duniya sa
hua mehfil ma bhi tanha
tera khwabo ma khoy hai
na kai raato sa soay hai
Gunhadar Teri aankho ka kajal...
Mila bas chan tujhsa milkar
teri aankho ma kuch khokar
Kiya jena jisna mushkil
woh hai teri aankho ka kajal
Bas Teri aankho ka kajal...
No comments:
Post a Comment